Jab se dekha hai tum ko sanam
neend raaton ko aati nahi
tum se milkar aaisa laga
zindagi hai yeh kitni haaseen
tum se hai yeh sama
tum ho kiya mere liye
tum ko dekha tuo
aaisa laga
tum pey mann nisaar hua
hum tum pe warey gaye aur
yeh dil tujh par qurbaan hua
Tum se mil kar yeh jana sanam
pyaar hota hai kaise sanam
tum nahi tuo kuch bhi nahi
tum se hai yeh duniya hasseen
tum meri ho zindagi
tum meri har khushi
tum ko kitna cahaatein hain hum
tum ko kasie batlaey sanam
tum se khusboo hai yahan
tum se hai tuo bahaar hua
hum tum pe waray gaye aur yeh
dil tujeh par qurbaan hua....
yeh dil tujeh par qurbaan hua