Paheli hi mulakaat mein
hum dil toh deh baytah
Kya patah tha aye zaalim
pyar bewafa bhi hotah hai
Tum koh kya patah
ki pyaar kya cheez hai
chaaha tha tum seh kya
tum neh kya sila diya
mere yaar bewafa
Ghum ke aansoo baheteh hain
Toot rahah hai dil har pal
Yeh dard tum kya jaano gay
mere yaar bewafa
Kahtay hain pyaar ek hi baar hotah hai
hum apne hisseh kah pyaar kar chukeh
nah doharayengay is galati koh
nah hoh payenghe aur kisi kay
mere yaar bewafa
Tumse kya kareh shikaayat
samjah tum ney humeh kahan
pyaar kiya tha beshoomar
payi hai sirf humneh
Ek bewafa yaar
oh mere yaar bewafa.